Skip to main content

Lyrics of Teri Meri- bodygird

Aa ..

Teri meri, meri teri prem kahani hai mushkil
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
Ik ladka, ik ladki ki yeh kahani hai nayi
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye

Teri meri, meri teri prem kahani hai mushkil
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
Ik dooje se hue judaa, jab ik dooje ke liye bane
Teri meri, meri teri prem kahani hai mushkil
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
Aa ..

Tumse dil jo lagaya, toh jahaan maine paaya
Kabhi socha na tha yun, meelon door hoga saaya
Kyun khuda tune mujhe aisa khwaab dikhaya
Jab haqeeqat mein usse todna tha
Aa ..

Ik dooje se hue judaa, jab ik dooje ke liye bane
Teri meri, meri teri prem kahani hai mushkil
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye

Teri meri baaton ka har lamha sab se rangjaana
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
Har ehsaas mein tu hai, har ik yaad mein tera afsaana
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye

Aa ..

Saara din bit jaaye, saari raat jagaaye
Bas khayal tumhara, lamha lamha tadpaaye
Yeh tadap keh rahi hai mit jaaye faasle
Yeh tere mere darmeyaan hai jo saare

Ik dooje se hue judaa jab ik dooje ke liye bane
Teri meri baaton ka har lamha sab se anjaana
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
Har ehsaas mein tu hai har ik yaad mein tera afsaana
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye

Teri meri, meri teri prem kahani hai mushkil
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye

Comments

Popular posts from this blog

Lyrics of taray taray rotiye debo

Song: Taray Taray Artist: James verse 1: shoondoritomaa amaar tumi neelimaar deeke taakiye bolte paaro ei akaash amaar neelakaash robe niruttor manoosh aami cheye dekho neelakaash robe niruttor jodi tumi bolo aami ekanto tomaar chorus: aami taraae taraae rotiye debo tumi amaar aami taraae taraae rotiye debo aami tomaar verse 2: camellia haate ei shodhaae bhaalobeshe joto khooshi bolte paaro ei phool amaar phool shudhu choraabe shourobh lojjaae bolbe naa kichui phool shudhu choraabe shourobh lojjaae bolbe naa kichui phool thaakbe neerob verse 3: jochonaa lootalei tumi odheekaar niye bolte paaro ei jochonaa amaar ei chaad khujbe naa uttor ek baar jodi bolo ei chaad khujbe naa uttor ek baar jodi bolo amaake aami thaakbo naa nirbaak

Teri Yaad Lyrics Adnan Sami

(Jab chandni barh kar raaton pai chhaati hai) 2x teri yaad aisay main dil ko tarpati hai Teri yaad aati hai. (Qissay wo baharon kai beetay nazaron kai) 2x phir a ke sunati hai aur hum ko rulati hai Teri yaad aati hai. (Itna to batao kya yehi chaandni jaa kar) 2x koi khuaab jagati tum ko bhi satati hai Teri yaad aati hai. (Jab chandni barh kar raaton pai chhaati hai) 2x teri yaad aisay main dil ko tarpati hai Teri yaad aati hai. Jab yaad meri tumko har waqt rulaye to har saans judayee ki mushkil hojaye to phir bhool ke sab baatien mere paas aa jana aur tordh ke sab natay mere mere pass aa jana phir lout ke mat jaana (Jab chandni barh kar raaton pai chhaati hai) 2x teri yaad aisay main dil ko tarpati hai Teri yaad aati hai. (qissay wo baharon kai beetey nazaron kai) 2x phir a ke sunati hai aur hum ko rulati hai Teri yaad aati hai. Teri yaad aati hai.(3x) dil ko tarpaati hai Teri yaad aati hai.(3x)

Let It Be Lyrics

Let it be, Let it be jaane de Muskura, ro liya jaane de Itna toh haq banta hai ik chance toh de de zindagi Ghalatiyo'n wali list mitane de Life mein ek twist toh aane de Itna toh haq banta hai ik chance toh de de zindagi Meri majbooriyon ki hai tujhko kasam (tujhko kasam) Chhod bhi de ye narazagi Apno se kab tak yahaan koi rootha hai Kya sahi kya nahi ye sikha de na Bhoole hum raste pe toh aane de Itna toh haq banta hai ik chance toh de de zindagi Let it be, Let it be jaane de Muskura, ro liya jaane de Itna toh haq banta hai ik chance toh de de zindagi Fursat ki eento se khushiyon ke chheento se Duniya humaari banaaunga hai ye waada mera Sapno se sach ki jo doori hai woh tay karunga Main kaise magar aadha mera aadha tera Tu jo meri ore aadha kadam bhi chale Main toh unchi neechi sadko pe chalke Saaton samandar ki doori mitaaunga Roothi hai jab tak, main naa jaaunga Tere dar par hi raat bitaaunga Itna toh haq banta hai ik chance toh de de zindagi Teri ra...